″Mere Door Jaane Se yeh Waqt Nahi Rukha,
Yeh Saansein Nahi Rukhi To Phir Tumhari Zindagi Kaise Rukh Gayi,
Jo Waqt Hum Saath Bitaa paate Naa Woh Tumhare Bas Mein The Naa Mere,
Woh To Sirf Ek Kalpana Hai Aur Kalpana Ke Liye Kaisa Rona,
Yaad Woh Rakho Jo Waqt Humne Saath Beetaye Hai..
Aur Tum jab Woh Waqt Yaad Karogi To Sirf Muskuraogi..
Main jaanta Hoon Bhoola Nahi Sakogi Mujhe,
Lekin Yaad Kuch Yuh Rakhna Ke Tumhare Jeene Ke Kaam Aa Sakoon...″

RishtoN Ki Ehmmiyat Bataate Hai Faasle....
Door Rehkar Bhi Kareeb Le Aate Hai Faasle....

JahaaN Bhi Rehta Hoon Teri Baat Karta Hoon....
Jazbaat Ko lafzoN Mein Sunaate Hai Faasle....

Har Koi Uljha Hai Apni Hi Uljhano Mein....
TanhaiyoN Mein bahut Rulaate Hai Faasle....

Kuch Nishaniyan Jo Ab Bhi Dil Ke Kareeb Hai....
Hardum Harpal Kisi Ki yaad Dilaate Hai Faasle....

Jism To Do The Par Dil Ek Naa Ho Saka....
Kuch Aise Bhi Faisle Sunaate Hai Faasle....

Chehre Par Khokli Si Muskaan Sajaa Kar.....
AankhoN Se Sab Kuch keh Jaate Hai Faasle....